Ek unkahi si baat ho gayi
Aaj Han Aaj
Ek unkahi si baat ho gayi
Bin badal ke barsaat ho gayi
Bin labzo ke bat ho gayi
Jaise falak tak chalne ki shuruwat ho gayi
Jaise badal ki asman se mulaqat ho gayi
Jaise boond ki moti se baat ho gayi
Jaise ek nayi umag ki bahar ho gayi
Mere system ki hardisk me shumar ho gayi
Mere login password ki sartaj ho gayi
Mere unix environment ki background tayyar ho gayi
Mere Dil ki dhadkan fir jawan ho gayi
Jaise flu virus ki vaccine tayaar ho gayi
Jaise neta ji ke intear ki gadi smapt hi gayi
Jaise world cup ghar ki baat ho gayi
Jaise reality show ki shuruwat ho gayi
Bus yahi on the spot award ho gayi
Jaise appriciation mail ki bahar ho gayi
Jaise outlook ki server se pehchan ho gayi
jaise conflicts ki sync issues se mulaqat ho gayi
Lagta hia bus naiya par ho gayi
Sahil se mulaqat ho gayi
Andhere me roshni ki shuruwat ho gayi
Chirago me low ki shuruwat ho gayi
Han Aaj
Aj unse pehli mulaqat ho gayi
----------------------------------------------------Rahul Miglani
wah wah..this can be made into a bollywood song :)..nice!
ReplyDelete@ana
ReplyDeleteThanks a lot
waah..kya kavita hain!
ReplyDeletewaah..kya kavita hain!
=P
nice poem though. =)